Wednesday, March 20, 2013

sabar se kaam lo

Hame koi bhi beemari ya museebat ane par sabar se kaam lena chahiye take hamara ajar zaya na ho. or ye bhi khayal rakhna chahiye k ese moke par zuban se koi gila shikwa bhi na kiya jaye jis ki waja se ajar zaya ho jaye kyu k agar hum sabar na bhi karen to tab bhi hamari beemari us he waqt khatam hogi jab Allah Tala ka hukum hoga..

No comments:

Post a Comment