Wednesday, March 20, 2013

kalonji

Volume 7, Book 71, Number 591:
Narrated Khalid bin Sad:

We went out and Ghalib bin Abjar was accompanying us. He fell ill on the way and when we arrived at Medina he was still sick. Ibn Abi 'Atiq came to visit him and said to us, "Treat him with black cumin. Take five or seven seeds and crush them (mix the powder with oil) and drop the resulting mixture into both nostrils, for 'Aisha has narrated to me that she heard the Prophet saying, 'This black cumin is healing for all diseases except As-Sam.' Aisha said, 'What is As-Sam?' He said, 'Death."

kuch keemti baatein

1. Jo Log Khane Se Pehle Thora Namak Chakh Lein

Woh Log 30 Qism Ki Bimariyon se Mehfooz Rehte hein.

2.Khajoor Ko Nashte Mein istemal Karo Ta k Tumhare Anderooni Jarasim ka Khatima Ho jaye.

3.Ghum Ka Shikar Hoto Kheer Kha liya karo.

3. Zukam Se Mat Ghabrao Yeh Tumhein Junoon Se Mehfooz Rakhta Hai.

4. Kalonji Mein Mot K Siwa her Beemari ka elaj hai.

5. Aankh ka dukhna Andhe Hone se Mehfooz rakhta hai.

6. Khansi k hone se falij se hifazat rehti hai.

ek baar durood shareef parh k apne doston ko is tohfe se zaroor nawazein:)

Tairaaki aur jadeed science


Tilawate Quran se har marz ka ilaaj


Dates (khajoor)

Dates are one of the most effective and "heavenly" fruit that Allah (SWT) blessed man-kind with! The importance and merit of dates has been mentioned more than 20 times in Al`Quran Al`Hakeem. The fruit is one of its own kind consuming which regularly can keep one away from food-poisoning, devils and charms.

Dates are very useful for a pregnant woman at the time of delivery as it makes it easy, comfortable and less painful. Allah (SWT) bountied Hazrat Maryam (AS) [Mary, The Virgin Mother], with dates at the time of birth of Prophet Jesus (AS) to make it easy and less painful.

Allah (SWT) says in Al`Quran Al`Hakeem, " And shake the trunk of date-palm towards you, it will let fall fresh ripe-dates upon you." (25) "So eat and drink and be glad, And if you see any human being, say: 'Verily! I have vowed a fast unto the Most Gracious (Allh ) so I shall not speak to any human being this day" {Surah Al-Maryam; Verses 25-26}

Allah (Az`o Wa`Jul) says at another place in Al`Quran Al`Hakeem, "Then We brought forth for you there with gardens of date-palms and grapes, wherein is much fruit for you, and where of you eat." {Surah Al-Mukminah; Verse:19}

To clarify it more to the understanding of people Allah (SWT) revealed the worthiness of dates through "Hadith" by Prophet Muhammaed (SAW).

Prophet Muhammad (Peace Be Upon Him(SAW)) said, "Feed your pregnant wife with dates, because when the pregnant woman eat dates, she would surely to give birth to a baby who is patience, well behaved and intelligent."

This practice of the Prophet, upon him be pieced, is recorded in the two genuine Hadiths collections of Bukhari and Muslim:

Abu Buradah reported from Abu Musa, who said: "I had a new-born baby; I took him to the Prophet Muhammad, upon him be peace and blessings, who called him Ibrahim. The Prophet chewed a date, then he took it and rubbed the inside of the baby's mouth with it."
{Allah (SWT) knows the best}!!!

Do your lice hurt your

Narrated Ka`b bin Ujrah:

The Prophet (s.a.w.) came to me during the period of Al-Hudaibiya, while I was lighting fire underneath a cooking pot and lice were falling down my head. He (p.b.u.h) said, "Do your lice hurt your?" I said, "Yes." He said, "Shave your head and fast for three days or feed six poor persons or slaughter a sheep as a sacrifice:"

[Sahih al-Bukhari (Medicine / Kitab-ul-Tib)]

{ English reference : Vol. 7, Book 71, Hadith 604
Arabic reference : Book 76, Hadith 5765 }

vinegar (sirka)

Prophet Muhammad (saws) liked vinegar. Modern medicine also acknowledge its anti-cough, anti-inflammation and digestive properties

Jabir narrated, "The Messenger of Allah, peace be upon him, took me one day with him to his house. He was served some bread. He asked: 'Is there any dip?' They replied 'No, only some vinegar.' He said, 'Vinegar is a good dip.'
Jabir used to say, "I have loved vinegar since I heard it from Allah’s Prophet". And Talhah ibn Naf'a said, "I have loved vinegar since I heard it from Jabir."
[Muslim, Abu Dawud, Nasa’i]

WATER

WATER:The Prophet (SAWW) said the best drink in this world and the next is Water, when you are thirsty drink it by sips and not gulps, gulping produces sickness of the liver. So praise be to our beloved Nabi (SAWW) who produced us with marvelous knowledge which dazzles the wisest minds. May this information be beneficial to all of us Insha-Allah.

MELON

MELONE:Melon contains 1000 blessings and 1000 mercies, The Prophet (SAWW) said, "None of your women who are pregnant and eat of water melon will fail to produce off spring who is good in countenances and good in character.

POMIGARANT

POMIGARANT:The Prophet (SAWW) said it cleanse you of Satan and evil aspirations for 40 days.

BARLEY

BARLEY: Good for fever in a soup form.

FIGS

FIGS: It is a fruit from paradise and a cure for piles. BARLEY: Good for fever in a soup form.

GRAPES

GRAPES:The Prophet (SAWW) was very fond of grapes; it purifies the blood, provides vigor and health, strengthens the kidneys and clears the bowels.
DATES:The Prophet (SAWW) said that a house without dates has no food, also to be eaten at the time of childbirth.

MASHROOM

MASHROOMThe Prophet (SAWW) said that mushroom is a good cure for the eyes; it also serves as a form of birth control and arrests paralysis.

OLIVE OIL

OLIVE OIL:Excellent treatment for skin and hair, delay old age, treats inflammation of  the stomach

HONEY


HONEY:Considered to be the best remedy for diarrhea when mixed in hot water. It is the food of foods, drink of drinks and drug of drugs. It is used for creating appetite, strengthening the stomach, eliminating phlegm as meat preservative, hair conditioner, eye salve and mouthwash. It is extremely beneficial in the morning in warm water and is also a Sunnah.

milk wipes away heat from the heart

MILK:The Prophet (SAWW) said that milk wipes away heat from the heart just as the finger wipes away sweat from the brow. It strengthens the back, increases the brain, augments intelligence,
renews vision and drives away forgetfulness.

NEEND ME DARNE OR GHABRANE KA ILAAJ

NEEND ME DARNE OR GHABRANE KA ILAAJ

Rasool (sallallahoalehewasallam) ka farmaan hey k "Jab tum neend me darjao to ye Dua parh liya karo.. koi bhi shetaan tumhe koi takleef na de sake ga.. Inshaallah.. "AoOoZO BEKALEMATILLAHIT TAMATE MIN GAZABEHI WA EQABEHI WASHARREY IBADEHI WAMIN HAMAZATISh SHETAANE WA AINYAHZEROON"..
OR ye bhi aya hey k jo koi neend me bura khuwab dekhe ya darjaye to woh ye dua parh k "AOOOZOBILLAHE MAN SHARMA" parh kar baen janib thuthkaar kar karwat badalle..

SHETANI WASWASO KA ILAAJ

SHETANI WASWASO KA ILAAJ

Jab shetani waswase ap ko pareshan karen to kasrat se zikr e ilahi karen or baar baar "AOooZOBILLAHE MINASSHAITWANIRRAJEEM" parh kar apne baaen taraf thutkarden or baar baar sure "IKHLAAS" parhen.

NAZR E BAD SE BACHNE KA ILAAJ

NAZR E BAD SE BACHNE KA ILAAJ

Jis ko nazar lagne ka khatra ho to use chahiye k jab bhi woh apne ap ko ya apne maal ko ya phir apni olaad ya ghar walo ko dekhe to barkat ki DUa kare or ye parhe. "MASHAALLAHO LAQuWATA ILLABILLAHE".. [/COLOR](Sure Al Qehef)..

HICHKI KA ILAAJ

HICHKI KA ILAAJ

"BISMILLAHIRRAHMAANNIRRAHEEM" parh kar 1 glass pani 3 ghoonto me piyen. Peene k Baad "ALHAMDOLILLAH" kahen or hosake to "SHEHED" bhi thora sa chaat len.. Inshaallah hichki ana ruk jaygi..

NAZR E BAD SE BACHNE KA ILAAJ

NAZR E BAD SE BACHNE KA ILAAJ

Jis ko nazar lagne ka khatra ho to use chahiye k jab bhi woh apne ap ko ya apne maal ko ya phir apni olaad ya ghar walo ko dekhe to barkat ki DUa kare or ye parhe. "MASHAALLAHO LAQuWATA ILLABILLAHE".. [/COLOR](Sure Al Qehef)..

TAKABBUR KA ILAAJ

TAKABBUR KA ILAAJ

RasOOl (sallallahoalehewasallam) ne farmaya dastarkhaan par giri hoi cheez (luqma) hamesha saaf kar k khaya karo us ko shetaan k liye na chora karo ye takabbur ka behtreen ilaaj hey or isse rizk men farakhi bhi hoti hey.. (Muslim Shareef)..

GUSSE KA ILAAJ

GUSSE KA ILAAJ

Gusse se aksar woh beemariya peda hoti hen jo k la ilaaj hoti hen.. isliye apne dimag ko hazir rakhe or gusse se jaha tak ho sake hume bachna chahiye.. oR agar hame GUSsa ajaey to baar baar "AUOOZOBILLAHE MINASSHETAANIRRAJEEM" parhen.. or agar khare hon to beth jaen.. or agar bethey hon to let jaen..

NEEND NA ANE KA ILAAJ

NEEND NA ANE KA ILAAJ

Jis ko neend na ati ho to woh kam azkam 1 martaba puri sure NIsa ki tilawat kare OR phir "WAJA ALNA NOMAKUM SUBATAN" baar baar parhe. Inshaallah jald he neend ajaygi..

3 KHATARNAAK BEEMARIYO SE MEHFOOZ REHNE KA ILAAJ

3 KHATARNAAK BEEMARIYO SE MEHFOOZ REHNE KA ILAAJ

Sayyadna Qabeesa (raziallahotalaanho) se riwayat hey k AP (sallallahoalehewasallam) ne farmaya k Aey Qabeesa ! rozana subh ki namaz k baad 3 martaba ye wazeefa parh liya karo... Dunya ki 3 beemariyo se Allah Tala tum ko mehfooz rakhega.

1: Nabeena hone se .
2: Jazzaam ki beemari se.
3: Faulij ki beemari se.

woh wazeefa ye hey.. "SUBHANALLAHIL AZEEME WABEHAMDEHI WALAHOLA WALA QUWWATA ILLABILLAHE"..

HAR BEEMARI K 7 ISLAMI ILAAJ

HAR BEEMARI K 7 ISLAMI ILAAJ

1: HAR MAREEZ PAR 7 BAAR "BISMILLAHIRRAHMAANNIRRAHEEM" K SATH SURE "FATIHA" PARH KAR DAM KAREN.
2: Quran kareem men shifa hey. Mareez Rozana kam azkam 1 safa tilawat kare. Inshaallah har beemari se shifa milegi..

3: Shehed me shifa hey. shehed ka 1 spoon rozana pani k sath subh nashte se pehle piyen..

4: 1 chutki kalonji rozana pani k sath khaen.. Hadees me ata hey k Rasool (sallallahoalehewasallam) ne farmaya "Tum kalonji istemaal kya karo beshak ismen mot k ilawa har beemari ki shifa mojood hey".. (Bukhari Shareef - Muslim SHareef)..

5: MAreez par har namaz k baad ye dua parh kar dam karen.. "Tarjuma" Aey logo k Rab is beemari ko door farmade or shifa ata farma tOO he shifa dene wala hey. teri shifa k ilawa or koi shifa nahi, or esi shifa ata farma jo beemari ko na chore.. (Bukhari Shareef)

Rasool (sallallahoalehewasallam) bhi logo par ye dua par kar dam kya karte they..


6: Mareez har namaz k baad kam azkam 3 martaba ye dua zarur parhe. "Laholwalaquataillabillahey" Rasool (sallallahoalehewasallam) ka farman hey k ye Dua 99beemariyo ki dawa hey jis me sab se halki beemari fiker 0 pareshani hey". (Tabrani o Hakim)..

7: Rasool (sallallahoalehewasallam) har gam o mushkil k waqt ye Dua parte they. "YAHAIYYO YA QAIYYUMO BERAHMATIKA ASTAGEESO" Tarjuma (Aey hamesha zinda rehne wale sab ko thamne wale me teri rehmat k zarye faryad rasi chahta hoon). (Nisai Shareef)..

Har DUa k shorow or akhir me DurooD e Ibrahimi bhi zarur parhen..

Islami ilaaj se pehle kuch parhez

JIs tarha har ilaaj ka parhez hota hey bilkul ishe tarha islami ilaj k bhi chand parhez hen. To Islami ilaaj se pehle kuch parhez ye hen jin par amal karne se hum zehni' rohani or jismani ilaaj se mustafeed hosakte hen..

1: Hame chahiye k Allah Tala k sath kisi ko shareek na karen or apni sab hajaten Allah Tala se pura hone ka yakeen rakhen. maslan "Rizk, Olad or Sehat" in sab cheezo k liye tamam duaen Allah se mange Or Allah RabUlIzzat k ilawa kisi bhi jandaar ya bejaan k upar ye yakeen rakhna ya un k agey hath phelana sab shirk hey..Beshak shirk zulm e azeem hey or mushrik k liye mafi nahi hey..

2:
NaMAz ko waqt par or pure khushu wa khuzu k sath ada karen.. Namaz Rohani ilaaj hey or hamare sukoon ki waja bhi. miswaak karke wazoo karen' kyoonke miswaak moo ki har beemari k liye faide mand hey..

3:
Din me kam azkam 100 martaba "Astagferullah" parhen kyoo k ye lafz rab ko razi karta hey. Masnoon "Astagfaar" parhen or Allah TAla se apne gunaho ki maafi mange. kYun k Rasool (sallallahoalehewasallam) ka farman hey k : "Jo shaks "Astagfaar" ko lazim pakre to Allah is k liye har gam se nijaat or har tangi se chutkare ka samaan kardete hen or esi jaga se rozi dete hen hen k jaha se us shaks ko wehm o gumaan bhi nai hota".. (Ibne Maja , Abu Dawood)..

4:
Amdani Halaal ho is k ilawa tamam haram kamo se bachna bhi zaruri hey.. Rasool (sallallahoalehewasallam) ne zikar kya hey ese bande ka jo k lambe lambe safar karta hey' gard o gubaar men bhara hey phir asmaan ki taraf hath uthata hey or kehta hey k Aey mere Rab ! Nabi (sallallahoalehewasallam) ne farmaya halake us ka khana peena sab haraam ka hey or libaas bhi haraam ka to phir uski Dua kese kabool hogi?".. (Sahee Muslim)..

5:
Hame chahiye k rozana kuch na kuch kheraat karen. cHahe woh 1 rupiya he kyoo na ho. Hadees Nabvi (sallallahoalehewasallam) hey k : Sadqa Allah k gazab ki aag ko bujhadeta hey or buri mot se bachata hey" (Tirmizi Shareef) 

Or iske ilawa bhi har saal sahi se hisaab karke puri zakaat zaroor ada karni chahiye hame..

6:
Hame chaiye k hum pak saaf rahen, hosake to rozana gusal karen. Or gusul islami tareeke se karen kyoonke gusul karne se bohat si beemariya door hoti hen..

7:
Rozana kam azkam 1 safa Quran pak tarjume k sath subha or 1 safa raat ko sone se pehle zarur parhen or phir sirf parhna he nahi hey balke is par amal bhi karna hey. kyuke Quran Pak me har beemari k liye shifa hey.. Allah Tala farmate hen k " Or hum Quran nazil karte hen jo k momino k liye shifa or rehmat hey".. (Sure Bani Israeel)..

8:
Or Hame cHahiye k Allah Tala ki har nemat khane peene k baad us ka shukar ada karen. wOh isliye k Allah Tala shukar ada karne se apni nematen barhadete hen. Allah Tala farmate hen " Agar tum shukar guzar hogey to me tumhe zayada doonga".. (Sure IbRahim)..

9:
GUnah Kabira' maslan Allah k sath kisi ko shareek karna, jhoot bolna, geebat karna, haram khana, zana karna , sharaab peena, walden ki nafarmani karna,munafiqat karna,hasad karna, Takabbur karna, Riya kari karna, Zulm karna, Wada khilafi karna or sood se hame Jaha tak ho sake bachna chahiye..

10:
OR hame koshish karni chahiye k hum chote gunaho se bhi bachen. maslan (Na moharram ko dekhna,ilzam tarashi, choti choti bato par larna wagera) kyu k chota gunah bhi hakeekat men gunah he hota hey.. chote gunah ko chota guna sirf bare or chote me faraq karne ko kaha jata hey. Misaal k tor par agar kisi bare gunah ki saza Allah Tala 1 saal jahanum me rehna mukarrar karen.. or 1 chote gunah ki saza 1 ghanta jahanum me rehna. to kya khayal hey kya hum 1 ghanta jahanum me reh lengey?? Isliye hame chote gunah ko chota samajh k nazar andaz nahi karna chahiye or jaha tak ho sake chote gunaho se bhi bachne ki har tarha se koshish karni chahiye jese bare gunaho se bachte hen..

11:
Subh ki azan se takreeban 1 ghanta pehle uthen' ye raat ka akhri peher hota hey. YE duaen or ibadate kabool hone ka behtreen waqt hey. Hadees me ata hey k Ap (sallallahoalehewasallam) se pucha gaya k "kon si dua zayada kabool hoti hey? tO Ap (sallallahoalehewasallam) ne farmaya Raat k akhri hisse men or farz namazo k baad".. (Tirmizi Shareef)..

ISliye hame chahiye k namaz e tahajud zarur parhen or Allah Tala se Duaen mange..

har bemari ka ilaaj hai

1 hadees me ata hey k RasOOl (sallallahoalehewasallam) ne farmaya : "Aey Allah k bando! ilaaj kya karo kyuke Allah Tala ne koi esi beemari nahi utari jis ka ilaaj na utara ho.. (Abu Dawood Shareef)..

shifa sirf Allah he k hath me

Or bimari ka ilaj zarur karwana chahiye Lekin ye hume yakeen hona chahiye k shifa sirf Allah he k hath me hey. Dawa bhi jab tak na asar karegi jab tak Allah ka hukum na hoga..

Beemari tohfa hai

Agar hakeekat me dekha jaye to beemari Allah Tala ka behtreen tohfa hey. BEemari k waqt sirf or sirf Allah Tala par he tawakkal karna chahiye. jesa k Quran Pak me Allah Tala ne Sayyadna Ibraheem (alehsalam) ka makOOla nakal kya hey.. (OR jab me beemar hota hooN to wohi (Allah Tala) mujhe shifa deta hey).. (Sure Al shuara)..

sabar se kaam lo

Hame koi bhi beemari ya museebat ane par sabar se kaam lena chahiye take hamara ajar zaya na ho. or ye bhi khayal rakhna chahiye k ese moke par zuban se koi gila shikwa bhi na kiya jaye jis ki waja se ajar zaya ho jaye kyu k agar hum sabar na bhi karen to tab bhi hamari beemari us he waqt khatam hogi jab Allah Tala ka hukum hoga..

Allah ki Azmaish

Allah Tala farmate hen.. "Hum zaroor azmaengey khof o hiraas, bhook ki takleef, jan o maal k nuksaan or phalo ki kami k sath. Aey Rasool (sallallahoalehewasallam) sabar karne walo ko khushkhabri den jinhe jab koi museebat pohachti hey to keh uthte hen (Innalillahe wainna alehe rajeoon) "hum Allah he k liye hen or hume ishe ki taraf jana hey.. (Sure Al BAqra).

Har halat mai shukr karo

Hame bimari or sehat dono halto me Allah Tala ka shukar ada karna chahiye. Nabi (sallallahoalehewasallam) ne takleef or bimari ki waja se mot ki arzoo karne se mana farmaya hey..Beemari azmaaish bhi hey or gunaho ka kaffara bhi. Hame har halat me sabar o shukar ada karna chahiye. in do kamo se Allah Tala gunah bhi mita deta hey Or akhrat me ajr e azeem bhi ata farmaengey.. (inshaallah).

Har beemari Allah Tala ki taraf se hoti hey

Har beemari Allah Tala ki taraf se hoti hey or momin k liye gunaho ka kaffara ban jati hey. Rasool (sallallahoalehewasallam) ka farman hey k "Allah Tala jis bande k sath bhalai karna chahta hey' to ise apni taraf se beemari me mubtila kardeta hey"

Har beemari Allah Tala ki taraf se hoti hey

Har beemari Allah Tala ki taraf se hoti hey or momin k liye gunaho ka kaffara ban jati hey. Rasool (sallallahoalehewasallam) ka farman hey k "Allah Tala jis bande k sath bhalai karna chahta hey' to ise apni taraf se beemari me mubtila kardeta hey"

Har takleef par khata maaf

Sayyadna abu saeed khadri (raziallahotalaanho) riwayat karte hen k: Rasool (sallallahoalehewasallam) ne farmaya k "momin ko jo bhi takleef pohachti hey... thakawat ho, gam ho ya beemari yaha tak k koi fikar bhi ise ranjeeda kare to iske badle Allah Tala us shaks ki khataen maaf farmadeta hey".. (Tirmizi Shareef)..

Kalonji k Fawayed



HAZRAT ABU HURAIRA RADIYALLAHU ANHU bayan karte hain K
NABI SALLALLAHU ALAIHE WASALLAM se ye suna ki KALONJI mein MAUT k alawa har bimari ki shifa hai.

[Sahih Muslim, Jild 03, Kitab: Tibbi, Page 176, Baab 29, Hadith No. 5728-29]

... ➲ Kalonji k Fawayed:

➥ Kalonji ko jala kar khana Bawasir ko door karta hai.
➥ Kalonji khane se pet k kide mar jate hain.
➥ Kalonji ko pani mein josh de kar gharary karne se daanto ka dard door hota hai.
➥ Peshab na aane ki surat mein Kalonji khane se peshab khul kar aata hai.
➥ Kalonji Haiz ki rukawat ko door karti hai.
➥ Ghar mein Kalonji ki dhuni se Khatmal aur Machcharo ka khatma hota hai.
➥ Kalonji Shahed k saath khane se Pathri nikal jati hai.

Hazrat Abu Hurairah (radiyallâhu ‘anhu) States- “ I have heard from Rasoollallah ﷺ that there is cure for every disease in black seeds except death and black seeds are shooneez.

KALONJI MEANS = black cumin seed (Nigella sativa seed)

Nakhun Tarashne Ka Tarika